Kaaf Kitab

Kaaf Kitab 🌟 "Har video ek sabaq, har kahani ek naya soch. Yahaan milegi aapko zindagi se judi kahaniyan jo dil ko choo jayein aur sochnay par majboor kar dein." 🌟

14/10/2025

Ek aam dukaandaar… lekin dil uska khaas hai 💔
Ek gareeb aadmi, bachon ke liye kaile khareedta hai…
Aur dukaandaar aisa kaam karta hai jo insaaniyat par yaqeen badha deta hai 😢
Akhri scene tak zaroor dekho — dil choo lene wali kahani ❤️

13/10/2025

"Ek ameer aadmi ek garib boy ko 'dimak' keh kar zaleel karta hai, lekin uska dost use yaad dilata hai ke asal dimak wo nahi... balki hum hain, jo garibon ki mehnat ki qadar nahi karte. 💔"

12/10/2025

"Ek mechanic jo doosron ki gaariyan theek karta hai, magar apne dil ki kharabi dekh nahi paata. 💔
Jab uska shagird aik sada jumla kehta hai, to woh alfaaz uske zameer ko jhunjor dete hain.
Asli safai haathon ki nahi, dil aur kamai ki safai hoti hai. ✨"

10/10/2025

👴 Ek masoom rickshaw wala ek sharif lagne wale larke par bharosa kar leta hai 🚖
😔 Lekin wo larka aur uska dost uske pyar aur yakeen ka faida utha kar use loot lete hain 💸
💭 Yeh kahani batati hai ke jhooti mohabbat aur dhoka sirf paison ka nuksan nahi,
balkeh insaniyat aur bharose ka qatl hota hai 💔🤲

09/10/2025

Ek jawan larka shoq aur ghamand mein “oqaat” dikhane nikalta hai, lekin baap ki mehnat dekh kar samajh jata hai ke asal oqaat paisay nahi, walidain ki izzat aur khidmat mein hoti hai۔ 💔

08/10/2025

Ek ghareeb aadmi Babar apna ghar bachanay ke liye wakeel se dua karta hai, magar wakeel sirf paisay ko maante hai. Jab taqdeer apna faisla karti hai, to Babar uski qabar par keh jata hai — “Ab paisa le lo…”
💔 Message:
Zulm hamesha nahi rehta, insaaf hamesha milta hai — bas waqt lagta hai.

07/10/2025

"Kaash Main Madad Kar Deta" is a powerful, heart-tugging story — a small act of kindness can save a life. Keep your humanity alive; every help is a good deed. 💔

06/10/2025

ek short film hai jo naqli babon ka sach be-nakab karti hai. Paigham yeh hai ke asal sahara sirf Allah hai, na ke do number babay.

👉 Moral: "Yaqeen sirf Allah par rakho."

05/10/2025

Ek afwah, ek gussa… aur ek ghar barbad 💔
Bina tahqiq faisla = zindagi tabah 😢
Hamesha sach jaan’ne ke baad hi qadam uthao ✅

03/10/2025

Har shakhs dusron ko samjhata hai ke imandaar bano, lekin asal imandari apne amal se zahir hoti hai. Yeh kahani hai Chacha Tanveer ki jo sab ko imandari ka sabaq deta hai, lekin jab waqt aata hai toh khud ghalat kaam karta hai. Kya sirf dusron ko samjhana kafi hai, ya khud ko badalna zaroori hai?

📌 Ek zabardast sabaq aapke liye:
'Imandari doosron ko samjhane se nahi, apne kirdar se phelti hai.'

👉 Kahani ko end tak zaroor dekhiye aur apna feedback comments main dijiye

01/10/2025

"Har bacha apne baap ko hi hero maanta hai. Baap chahe gareeb ho ya ameer, padha likha ho ya anparh… beta usse apna ideal samajhta hai. 💔
Ye kahani ek aise baap aur bete ki hai jahan ek ameer insaan samajhta hai ke izzat sirf paisay walon ki hoti hai. Magar asal izzat to uss hero ki hoti hai jo apne bachon ke liye duniya ka sabse bara sahara hota hai. 🌸

Yad rakhein… asal taqat dusron ko zaleel karne me nahi, balki unke heroes ki izzat bachane me ha


30/09/2025

"Har bacha jo kaam seekhne aata hai, wo sirf mazdoori ya zaleel hone ke liye nahi aata… Balki ek din apne ghar walon ka sahara ban’ne ke liye aata hai. 💔
Kisi ko sahara dena sab se bara sa
daqa hai. 🌸"



Address

33

0000

Telephone

+971564700459

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Kaaf Kitab posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Kaaf Kitab:

  • Want your business to be the top-listed Media Company?

Share