17/05/2026
Ghalib Kahta hain
“Sharab peene de masjid me baith kar,
Ya wo jagah bata jaha par khuda nhi.”
Iqbal Kahta hain
“Masjid khuda kar ghar hai koi peene ki jagah nhi,
kafir ke dil me ja waha par khuda nhi'
Faraz Kahta hain
“Kafir ke dil se aaya hun main ye dekhkar waha par jagah nhi,
Khuda maujud hai waha bhi kafir ko pata nhi.”
Wasi Kahta hain
“Khuda maujud hai puri duniya mein,kahi bhi jagah nhi,
Tu jannat me ja waha peena mana nahi.”
Saki Kahta hain
“Peeta hun ghum-e-duniya bhulane ke liye aur kuch nhi,
Jannat me konsi gham hai isiliya waha peena me maza nhi.”