16/08/2026
2 Rabi-ul-Awwal ke Mubarak mauqe par Ajmer Sharif dargah me Huzoor Khwaja Garib Nawaz (R.A.) ke darbar me zayreen ka sail-e-ab روا (hujoom) umad pada hai. Har taraf ya Khwaja ki sadaayein aur sukoon ka sama hai. Ajmer Sharif se humne aap sabhi ke liye, aapke parivaron ke liye aur puri ummat ke liye be-inteha dua maangi hai ki Khwaja Sarkar sabki pareshaniyan door farmayein aur har dil ki jayaz murad poori karein.
Aameen Summa Aameen. 🤲❤️