21/04/2026
✨ Alhamdulillah ✨
Boht hi kamyab aur roohani mehfil rahi 🤍
Aalami Youm-e-Durood ke mubarak mauqe par mehfil-e-durood o naat ka intezam kiya gaya jismein logon ne badi tadaad mein shirkat ki 🌙
Dil ko sukoon dene wali naatain, durood ki barkat aur roohani fiza ne mehfil ko yaadgaar bana diya 💫
Allah Pak is mehfil ko qabool farmaye aur sabko iski barkaton mein hissa ata farmaye 🤲