01/01/2026
Dil todna bahut aasaan hai,
lekin Allah ke nazdeek kisi ka dil dukhana bahut badi baat hai.”
Agar jaane-anjane me aap se
kisi ka dil dukh gaya ho,
to ego chhod kar maafi maang lo —
shayad wahi maafi
aapko Allah ke aur kareeb le aaye 🤍
👉 Dil jeetne wale bano,
kyunki Allah dilon ko jaanta hai.