07/09/2025
India is burning in its own mistakes 💔
⛰️ Himachal ke pahad roz toot rahe hain…
🌊 Kerala ka Wayanad floods mein doob raha hai…
🏔️ Joshimath dhans raha hai projects aur tourism ke bojh se…
🌾 Punjab ki kheti har saal Bhakra ka paani dubo deta hai…
🏞️ Jammu Kashmir ke gaon flood se khali ho rahe hain…
🚜 Haryana ki nadiyan fassal aur bastiyan nigal rahi hain…
Ye sirf “prakritik aapda” nahi hai ⚠️
Ye hai insaan ki galtiyon ki gawahi —
Deforestation, illegal mining, unplanned shehar aur concrete ne dharti ki saansen rok di hain.
🌧️ Jab tak hum rukenge nahi,
Har baarish tabahi lekar aayegi.
✨ Yaad rakho…
Prakriti ko harane ki koshish mein insaan hamesha haara hai.
Nature ko bachana majboori nahi, zimmedari hai.
— deepfuzee
Himachal landslide, Kerala floods, Joshimath sinking, Punjab floods, Jammu Kashmir flood, Haryana rivers, illegal mining in India, deforestation, urbanization, climate change India, human greed vs nature balance