13/05/2026
قپتان کا جنون... وقت بدلے گا، دور بدلے گا! 🇵🇰🔥
Suno AI se banaya gaya Imran Khan ka sabse energetic rock anthem! Aik aisa geet jo har Pakistani ke dil ki aawaaz hai.
"Na bikenge, na jhukenge, yeh waada raha,
Pakistan ko naya hum bana kar rahenge!"
Video dekhein, share karein aur batayein aapko kaisa laga! 👇