09/03/2026
Read caption🔽☺️
dil se Kabhi socha hai..😇
achanak aisi reel aana, bina search kiye, bina soche... shayad ye ittifaq nahi hai
🥹Shayad Allah ne aaj aapko yaad dilaya hai ke “Main sun
raha hoon tumhari khamosh duaein.”
😌Aap unme se ho jo raat ko chupke se apne
pasand ka naam Allah ke samne rakh detain hain.
jo kehti to kuch nahi...
lekin sajde me sab keh deti hain
🌷Nikah sirf shadi nahi hoti,
✨ nikah ek sukoon hota hai,
ek halal mohabbat hoti hai, jahan ijazat hoti hai bina dar ke pyaar karne ki Agar aaj ye reel aapke saamne aayi hai,
toh shayad ye ishara hai ke aapka waqt qareeb aa raha hai...
shayad wo shakhs jiska intezaar hai, wo bhi kahin na kahin aapke liye dua kar raha hai Kabhi der hoti hai,
➡️Kabhi der hoti hai,
➡️kabhi imtihaan hota hai,
➡️lekin Allah jab deta hai toh behtareen deta hai Is reel ko ignore mat karo...
🔽Dil se “Ameen” likho🫀
Comment me likho.,
“Ya Allah, mujhe mere liye behtareen nikah ata farma.”
Aur haan...
😌agar aap bhi chupke se kisi halal rishte ki dua karti ho, toh is reel ko save karo shayad agla save
🥹aapki zindagi ka sabse khoobsurat faisla ban jaye Allah sabr karne walon ko kabhi khaali nahi bhejta...
Follow more content
☺ 🥀 #⃣*⃣ #⃣*⃣ #⃣*⃣ #⃣*⃣ #⃣*⃣ #⃣*⃣ #⃣*⃣ #⃣*⃣ #⃣*⃣ ❤🩹 ❤️💞