Lafze e raabi

  • Home
  • Lafze e raabi

Lafze e raabi Hi views,
My name is Rabiya Farooqui I m from UP. India.here u get some life related or motivational 🎙 📸 🥀✨️💯

30/05/2026

Agar aapne boodhe maa baap se chupakar apne bacchon ko 🤔🥺😭🌻

Aor mae har eid aor baqraeid par khali hath hi rah jati hu 🥺🥹😢💯✨ mera shoq meri pasand sab ghar walon ki khushiyon ka kh...
29/05/2026

Aor mae har eid aor baqraeid par khali hath hi rah jati hu 🥺🥹😢💯✨ mera shoq meri pasand sab ghar walon ki khushiyon ka khayal rakhte rakhte na jane kahan kho sa gya halanki ki mujhe mehendi lagane ka wazifa shoq abhi bhi bahut ️hai lekin kaam aor zimmedari ki wajah se apne shoq ki taraf dekhti bhi nhi magar jab dil karta hai to chupke se apne shoq ko sochkar ro leti hu 💔💔💔

Assalamu Alaikum  Everyone ☺️😊🌹😍🐐 baqra eid mubarak ❤️🌹🥀..................
28/05/2026

Assalamu Alaikum Everyone ☺️😊🌹😍🐐 baqra eid mubarak ❤️🌹🥀..................

27/05/2026

Gande kapdon se katrane wale logon gande 🤔💯👌 #

27/05/2026

Pareshaniyan kha gyi chehre ki chamak 🤭 warna 🌹🌻🌹🌻🌹

Aajkal pic  mujhe adit karne ka shoq chadha hai 🤭😅 matlab mujhe roz kuch nai Kuch seekhne ko man karta hi rahta 😍 ghar k...
26/05/2026

Aajkal pic mujhe adit karne ka shoq chadha hai 🤭😅 matlab mujhe roz kuch nai Kuch seekhne ko man karta hi rahta 😍 ghar ka kaam poora karne ke baad mera dil karta hai kuch na kuch phone me seekhun accha karun kuch behtar karu aor isi soch ko lekar har roz mere andar eik alag hi khushi milti hai ki mae soshal media ka istemal sahi karrahi hu galat nhi aap kya sochte hai comment me zaroor bataye 😍🌹🥀❤️🌻


बिना फ्रीजर के गोश्त महफूज रखने का तरीका !गोश्त के किलो-किलो के थैले बना लें,थैली पर हल्की सीगाँठ लगा दें,लेकिन थोड़ी-बह...
26/05/2026

बिना फ्रीजर के गोश्त महफूज रखने का तरीका !

गोश्त के किलो-किलो के थैले बना लें,

थैली पर हल्की सीगाँठ लगा दें,

लेकिन थोड़ी-बहुत हवा लगती रहे।

अब तमाम थैलियाँ उन घरों में पहुँचा दें जिन्होंने कुर्बानी नहीं की।

यह गोश्त क़यामत तक ख़राब नहीं होगा।

शेयर करें ताकि किसी का गोश्त ख़राब न हो।

ईद-उल-अज़हा का सबसे खूबसूरत पैग़ाम

26/05/2026

Ilm o nhi jo aapne seekha balki ilm o hai ❤️🥀🌹

25/05/2026

Qurbani me sirf char din hi rah gye hai 🥺 ye kah kah ke ghar walo 🤭😁😅 #

Address

Nyori Zila Ambedkar Nagar UP

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Lafze e raabi posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

  • Want your business to be the top-listed Media Company?

Share