Unofficial: Cute relationship

Unofficial: Cute relationship bina tere na din dhale,na rat ho,na din chadhe na sham ho bs itni si h arzoo k tu mere pass bs mere hi pass ho.....i love u...

pta nahi ye sirf attraction hain ya mjhe tumse pyar,par ek bat hain ye jo bhi bemisaal h or had se bhaar hain...

31/07/2020

🤫🤔
When you're seriously thinking about something


❤️

Heartly requested...
23/01/2019

Heartly requested...

26/04/2018

#हिम्मत 👈इतनी 💝तो नहीं #मुझमे.🙏
कि 👈तुझे #दुनियां 🌍से छीन लूं,🌹,👍
#लेकिन 👈मेरे दिल💘 से #कोई 💞तुझे #निकाले.!🙈
इतना #हक👈 तो मैंने #खुद✋ को भी नहीं दिया..!!💕😍

 .... ....
21/03/2018

....

....

08/12/2017

मोहब्बत 💑 का कोई रंग नहीं 🎨 फिर भी वो रंगीन है,
प्यार 😍 का कोई चेहरा नहीं 👤 फिर भी वो हसीन है.

07/12/2017

Untold_Love_Story
Part 1
"All passengers are requested to tighten
their seat belts. We will soon land in
banglore. I hope you had a nice journey
with us. Thank you for travelling with us
". Kuch der mai flight land ho jati hai.
Anusha apne suitcase collect karke airport
se nikal jati hai. Anusha bangalore mai nayi
hoti hai nd apne business ke silsile mai delhi
se banglore shift ho jati hai .
(Anusha 25 years ki bachelor hoti hai.
Recently usne apna fashion designing ka
course complete kia hota hai . Anusha
bahot pretty si cute si ladki h. Jitni vo sweet
h utni secretive bhi. Usse akela rehna
pasand h shayd isiliye uske liye apni family
nd friends ko chodkr banglore aana asan
raha )
Anusha airport se seedha apni society-
galaxy society jati hai. Anusha taxi mai hoti
hai. Vo apna handbag kholti hai nd usmai se
1 diary nikalti hai .
Anusha (in her mind)- finally vo time aa gya
jab mai apne dreams poore karungi. God plz
meri help karna nd mujhe strength dena Plz god mujhe sabhi distractions se door
rakhna. Mai bas apne career par focus
karna chahti hu. Mai nhi chahti mere nd
mere dreams ke beech koi bhi aaye
Anusha thodi der mai society mai pohonch
jati hai. Vo taxi se utarti hai bags utarti hai
nd pese deti hai . Uske baad vo apne
nazre ghumakar society dekhti hai
Anusha (in her mind)- wwwaaooww yaar
Ye kitni sundar society hai... Itni bdi bdi
buildings park shops sab kuch hai nd society
ka apna club bhi h... Yhi hai meri dream
place shayd yhi aane ke liye mai fashion
designer bni thi
Anusha ne society bhi Pehli baar dekhi hoti
h nd isse pehle usse society ke baare mai
kuch nhi pata tha kyuki uska ghar bhi uski
friend ne arrange krwaya hota hai .
Anusha jab garden ki taraf dekhti tab tab
usse realise karti hai ki ek smart handsome
nd cute sa ladka dekha rha hota hai . Vo
usse ignore karke aage chaki jati hai.
Anusha ka ghar 7th floor par hota hai. Vo
apni wing ki lift ke paas jaati hai to vahan
board lga hota hai "out of order". Anusha
pareshan ho jati hai ki akhir vo 7th floor
tak akele 2 suitcase aur 1 bag kese lekar
jaegi vo bhi akele . Vo aas paas dekhti
par usse koi nhi dikhta. Vo peeche dekhti
hai to abhi bhi vo ladka garden se usse dekh
raha hota h. Vo usse 1 baar help leni ki
sochti to hai par usse lagta ese kisi anjan
ladke se help lena sahi nhi rhega .
(Anshika's thought- yaar koi to help kardo
anu ki bechari new hai is shehar hai nd
vo ladka Abhi bhi dekhe ja rha hai ye nhi
aakr help kardun )
Anusha bags lekar stairs k paas jati hai nd
khud bags le jane ki koshish karti hai. Itne
mai koi usse bag le leta hai. Vo peeche
mudti hai to vhi ldka hota h
Boy- lao mujhe De do mai help kr dunga
tumhari
Anusha- nhi mujhe tumhari help ki koi
zroorat nhi h
Boy- acha... Abhi to kisi ko help ke liye
dhoondh rahi thi
Anusha- par...
Anusha kuch keh rahi hoti hai ki vo ladka
uske muh par finger rakh deta hai
Anusha chup ho jati hai nd uski eyes mai
kho jati h. Dono mai 30 seconds ka eye
contact hota hai. Fir ladke ko hosh aata hai
Boy- ab upar chale ya yahi tambhu gadhna
hai
Anusha- hehe... By the way myself Anusha
Boy- cutee name . I am siddhant...umm...
U can call me sid
Anusha-
To be continued....
To kese lage aap sabko hmare characters....
Kya hoga ji aage... Kya in mai love hoga...??
Ya aage kuch aur hoga kyuki abhi to bas ye
dono milen hen... Anusha ki job bhi to hai
ji... Chalo dekhte hen aage kya hota hai
Chalo frnds ek kaam karte hen... Har part
par aap sab 10 mai se rate karna jab kam
aaenge tab mai samajh jaunga ki story mai
improvement chahiye nd fir or interesting
story aapko bhi psnd aaegi... To chalo sab
btao kitne marks mile
-

Dekh k jara bimaar na ho jao... ..
01/12/2017

Dekh k jara bimaar na ho jao...

..

  🙏 🤗
29/11/2017

🙏
🤗

Only you.... ...
28/11/2017

Only you....

...

 🙏✌️- 🤗
27/11/2017

🙏✌️
- 🤗

 ....Mr_Cute...
27/11/2017

....

Mr_Cute...

27/11/2017

Address

Gangoh

Telephone

+918864971823

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Unofficial: Cute relationship posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Unofficial: Cute relationship:

Share

Category