Ms Aashiq e Rasool Zindabad

Ms Aashiq e Rasool Zindabad Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Ms Aashiq e Rasool Zindabad, Digital creator, Village devgaon Post Mandaf District Gonda, Gonda.

​✨ Ms Aashiq e Rasool Zindabad ✨
📖 Roshni Dilon Ke Liye
🎥 Daily Islamic Reels | Hadees & Sunnah Reminders
🤝 Follow for Daily Deeni Knowledge
📩 Contact: [email protected]

25/04/2026

Khidmat-e-Khalq: Allah ki Mohabbat Paane ka Rasta

Mushkilein insaan ko todne ke liye nahi, balki ye dekhne ke liye aati hain ke aapka apne Khaliq (Allah) par bharosa kitna mazboot hai 🤲

23/04/2026

Har shuruat ka ek anth hai. Maut zindagi ki sabse badi aur kadwi haqeeqat hai. Yeh humein sikhati hai ki hum yahan hamesha ke liye nahi hain, isliye jitna ho sake logon ke kaam aayen aur achi yaadein chorr kar jayen

22/04/2026

Gulzar Miyan Ka Zabardast Andaz ( Bedipur )❣️💯

17/04/2026

हुज़ूर ﷺ की मोहब्बत में सब कुर्बान Ishq-e-Rasool ﷺ

15/04/2026

ये किताब किस किस ने पढ़ी है नूरानी क़ायद.....Comments Me Zarur Btaye....?

नूरानी कायदा एक ऐसी बुनियादी किताब है जिसे दुनिया भर के करोड़ों लोगों ने पढ़ा है। खास तौर पर भारत, पाकिस्तान और बांग्लादेश जैसे देशों में यह कुरान सीखने की पहली सीढ़ी मानी जाती है

ख़ुदी को कर बुलंद इतना कि हर तक़दीर से पहलेख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे बता तेरी रज़ा क्या है
08/04/2026

ख़ुदी को कर बुलंद इतना कि हर तक़दीर से पहले
ख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे बता तेरी रज़ा क्या है

07/04/2026

( Maa ki Khidmat aur Jannat ✨️💯 )

​Ek shakhs ne Pyare Nabi (S.A.W) ke paas aakar arz kiya, "Ya Rasool-Allah! Mere acche sulook (treatment) ka sabse zyada haqdar kaun hai?"
​Aap (S.A.W) ne farmaya: "Tumhari Maa."
Usne pucha: "Phir kaun?"
Aap (S.A.W) ne phir farmaya: "Tumhari Maa."
Usne teesri baar pucha: "Phir kaun?"
Aap (S.A.W) ne phir wahi jawab diya: "Tumhari Maa."
​Jab usne chauthi baar pucha, tab Aap (S.A.W) ne farmaya: "Tumhara Baap."
​Sabaq: Is choti si baat mein kitna bada dard aur mohabbat chupi hai ki Allah ne Maa ka darja baap se bhi teen guna zyada rakha hai. Maa ki mamta aur uski khidmat hi kamyabi ka rasta hai

Address

Village Devgaon Post Mandaf District Gonda
Gonda
271313

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Ms Aashiq e Rasool Zindabad posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Ms Aashiq e Rasool Zindabad:

Shortcuts

Share