10/07/2026
🏆 Alvi Sunni Islamic Centre – Branch Madina Masjid Sanjan 🏆
Competition Ki Jeet Par Bahut Bahut Mubarak Ho! 🌹
Allah Ta'ala tamam talaba, asatiza aur zimmedaran ki mehnat ko qubool farmaye, unhein deen-o-duniya ki kamyabiyon se nawaze aur hamesha apni rehmat aur barkat ata farmaye.
Aameen Ya Rabbal Aalameen. 🤲