18/02/2026
Ramzan ka Chand Mubarak 🌙✨
Dadi ki duaon ke saath aap sabko Ramzan Mubarak 🤲💖
Allah hum sabko roza rakhne, namaz padhne aur nek amal karne ki taufiq ata farmaaye.
Ameen 🤍
Is barkat bhare mahine me har ghar ka dastarkhwan saja rahe 🤲✨
Like ❤️ Share 📲 Comment “Ameen” zaroor likhein. IslamicReminder Ameen RoohKaSafar NilofarKhan21 ViralDadi