11/06/2026
🐘✨ “Jab duniya me pehli baar ‘Ganpati Bappa’ ka naam goonja…” ✨🐘
Ek din Maa Parvati ne apne sharir ke ubtan se ek chhote balak ko banaya… aur kaha:
👉 “Beta, jab tak main andar hoon, kisi ko bhi andar mat aane dena.”
Thodi der baad Bhagwan Shiv aaye… 🚩
Par us chhote balak ne unhe bhi rok diya! 😳
Mahadev ko gussa aa gaya ⚡
Aur ek hi vaar me us balak ka sir alag ho gaya… 💔
Maa Parvati ka ro-ro kar bura haal ho gaya 😢
Tab Shiv ji ne pura sansar hila dene wala faisla liya…
🐘 “Jo pehla jeev milega, uska sir is balak ko diya jayega!”
Sabse pehle ek haathi mila…
Aur usi pal janm hua —
🌺 Shree Ganesh का…
Jo bane sabse pehle pooje jane wale devta! 🙏✨
Jai Ganesh ji 🙏🏻🙏🏻🙏🏻❤️