14/09/2026
🌺 Shubh Sandhya sabhi ko! Ganesh Chaturthi ki dheron shubhkamnayein.🙏
Aaj hamare gaon ke mandap mein hamare pyaare Gajanan viraje hain. Mahol bahut hi bhakti-purn aur khushnuma hai. Bappa se bas yehi vinti hai ki sab par apni kripa drishti banaye rakhein. Jai Shri Ganesh! ✨✨