18/02/2026
Aj ka din thoda thik thak tha jada bura nanhi or kharab b nanhi tha lekin mere liye bohat muskil hai har ek din her ek pal actually mai na thadi emotional type ki ladki nhu bahat jaldi bura man jati nhu dukhi ho jati nhu mai homesha khudko unlucky manti nhu pata hai kyu kyun ki bachpan se le kar aj tak mujhe samajh nanhi paye hamesha ignore karte rehe karte rehe itna bura feel Kiya hai na mujhe ghar jane ko man nanhi hota or Kisike sath baat karna bhi achha nahi lagta yar bohot bura lag raha hai yar mujhe bohot jadavmujhe pata nahi kyun but mai itna unlucky kyun unlucky nhu manti nhu lekin mere ander itna attitude bhi bhara hua hai ki kya he bataun kis baat ki ghamand ye thada bohat bura chij hai yarr mere ander kyun mai peda hue is duniya mein samajh nanhi araha hai itna badkismat le kar mujhe peda hona nhi nanhi chahiye tha kitne din Tak ase he khudko jhel te rahungi yarr mujhe sambhala nanhi ja raha hai meri ye ghatia sadhe hue jindegi Kyu yarrere andar ki jo ag hai isko keise mitaun job bhi ghar pe baat karti nhu mera mood kharab ho jata hai isiliye mai call nanhi karti or hamesha unke taraf call ata hai or puchhte nhe kyun call nanhi karti bass ase he pagal hote ja rehi nhu or kitne din Tak ase he ranhu nhi kya mere life main sab kuchh thik nanhi ho sekta hai yarr please 🥺 help me yarr....