04/02/2026
Jab zindagi mein sab raaste band ho jaayein…
jab insaan poori tarah haar jaaye…
tab Khatu Shyam Ji hi hote hain jo sambhalte hain 🙏
Yeh kahani hai Haare Ke Sahara Shyam Baba ki —
jo Kaliyug mein har toote hue dil ka sahaara bante hain 🪔
Agar aap bhi kisi mushkil se guzar rahe ho,
toh dil se bolo —
“Shyam Baba, ab aap sambhalo.”
🪔 Jai Shree Shyam 🪔