
03/08/2025
Jo alfaaz kabhi zubaan tak na aa sake,
Wahi khamoshiyaan meri pehchaan banegi,
Ab ya toh manzil ek nayi kahani banegi
Ya phir barbaadi meri misaal banegi
Ha ruk sakta tha yehi lekin,
Ab ya toh kuch ban jaunga,
ya to barbad ho jaunga.
devansh~