03/09/2026
Ek ped jisse khoon nikla, aur 18 saal ka ladka jo faansi par haste hue chadh gaya.
Ye hai Muzaffarpur — jahan Shahi Litchi Rashtrapati Bhavan tak jaati hai, Baba Garibnath ka 300 saal purana mandir hai, aur Khudiram Bose se lekar Jubba Sahni tak ki bagawat ki dastaan hai.
Agla district kaun sa ho? Comment mein batayein!