22/05/2026
10 दिन में 70000 बांग्लादेशी गायब ! शुभेंदु सरकार लगा रही ठिकाने ?
70,000 Bangladeshis Missing From Bengal & Assam? Shubhendu & Himanta's Mega Role!
Doston, jabse Bengal mein political aur administrative badlav hua hai, illegal Bangladeshi infiltrators ke khilaf ek aisi kadi karwayi shuru hui hai jisne sabko हैरान kar diya hai. Sutron ke mutabik, pichle kuch hi dino mein Bengal se 40,000 aur Assam se 30,000 declared foreigners achanak gayab ho chuke hain!
Aakhir kahan chale gaye ye 70,000 log? Jab inka koi data Bangladesh sarkar ke paas nahi hai, toh kya inhe border ke 'No Man's Land' mein bhej diya gaya hai jahan Bangladesh ki sena inhe lene se inkar kar rahi hai? Is video mein hum Assam Accord (Section 6A) ke un kanooni pehluon ko decode karenge jiske tahat Himanta Biswa Sarma aur Shubhendu Sarkar ki kootneeti kaam kar rahi hai, jiski wajah se ab Bangladesh mein Indian leader par FIR tak darj karwayi gayi hai.
Saath hi, hum baat karenge Bengal ke ek aur bade aur संवेदनशील mudde par jahan bade janwaron ki kurbani par rok lagne ke baad mandiyon mein karodon ka nuksan ho raha hai aur kaise iska asar wahan ke Hindu samaj ki economy par daalne ki koshish ki ja rahi hai. Video ko bina skip kiye poora dekhiye kyunki ye desh ki suraksha se juda sabse bada khulasa hai!
� Doston, desh ki suraksha se jude is bade khulase ke liye video ko abhi ek pyara sa LIKE zaroor kar dijiye!
Comment box mein 'Jai Hind' ya 'Indian Army Zindabad' likhkar hamare jawanon ka honsla badhayein.
Exclusive aur authentic geopolitical updates ke liye 'The News Seven' ko abhi subscribe karein aur Bell Icon dabana na bhoolen!