28/06/2023
Hello Doston,
Ye kahani jazbaton ki hai. Jazbaat har Maa ke, jinohone kabhi na kabhi, kahi na kahi, jindagi ke kisi mod par, apne baccho ke liye, bahut se scarifice aur compromise kiye honge, jise samjhna ya fir kisi aur ko samjhana bahut mushkil hai, kyunki us Maa ne kabhi kisi ko ye ehsaas hone hi nahi diya ki unka tyag kitna bada hai. humari ye kahani un sabhi Maa ko samarpit hai. HAPPY MOTHER'S DAY.
Edited by: Dishant Singh
Story: Dishant Singh
VO: Dishant Singh & Ritika Singh