26/05/2026
Allah aapki har dua qubool farmaye,
ghar mein khushiyan, barkatein aur sukoon ata kare.
Qurbani ka yeh paak din humein mohabbat, sabr aur insaniyat ka paigham deta hai. 🌙🐐
Aap sab ko dil se Eid ul Adha ki bohat bohat mubarakbad! 🤍
Shehar Sheikh Funs