Vlogger Silae Wala

Vlogger Silae Wala Gaon se shehar tak ka safar �
Mehnat, silai aur asli zindagi ke vlogs �
Worker life ki sachchai

17/07/2026

🚆 Going To Patna ❤️ | Bihar Ki Ore... 😍 Train Journey Vlog | Patna Junction | Daily Vlog

Aaj hum nikal pade hain Patna ki taraf! 🚆 Is journey vlog me dekhiye train ka safar, Patna Junction ka nazara aur Bihar ki khoobsurat jhalak. Agar aapko travel aur daily vlogs pasand hain to video ko Like ❤️, Share 📲 aur Follow zarur karein. Har din ek naya vlog!

04/07/2026

😱 700 साल पुराने राजा के ज़माने के दरगाह की सैर! ऐसा इतिहास शायद आपने पहले नहीं देखा | Daily Vlog
आज मैं आपको लेकर आया हूँ 700 साल पुराने ऐतिहासिक दरगाह की सैर पर। 🕌✨

इस जगह का इतिहास, पुरानी वास्तुकला और माहौल देखकर मैं भी हैरान रह गया। अगर आपको इतिहास और नई जगहें एक्सप्लोर करना पसंद है, तो यह वीडियो पूरा ज़रूर देखें।

❤️ वीडियो पसंद आए तो Like करें
💬 Comment करके बताइए कि आप अगली बार किस ऐतिहासिक जगह का व्लॉग देखना चाहते हैं।
📤 Share करना मत भूलिए।

03/07/2026

😱 700 साल पुरानी दरगाह शरीफ का रहस्य! | क्या आपने कभी देखी है ये ऐतिहासिक जगह? 🕌 | Daily Vlog Day 69

आज के Daily Vlog Day 69 में मैं आपको एक 700 साल पुरानी ऐतिहासिक दरगाह शरीफ दिखाने लेकर आया हूँ। 🕌
इस जगह का इतिहास, इसकी खूबसूरत वास्तुकला और यहाँ का माहौल वाकई देखने लायक है।

अगर आपको ऐसे History, Travel, Street Food और Daily Vlogs पसंद हैं, तो वीडियो को Like ❤️, Comment 💬, Share 🔄 जरूर करें और Follow करना मत भूलिए।

👇 क्या आपने इस जगह का नाम पहले सुना है? Comment में जरूर बताइए!

30/06/2026

हमारे गाँव का मोहर्रम | औराई, बिहार | ताज़िया जुलूस 2025 | Muharram in Aurai Bihar
गाँव औराई, बिहार का शानदार मोहर्रम और ताज़िया जुलूस। इस वीडियो में आप देखेंगे मोहर्रम की रौनक, खूबसूरत ताज़िया, भीड़ और हमारे गाँव की परंपरा। अगर वीडियो पसंद आए तो Like, Share और Follow ज़रूर करें।

📍 Location: Aurai, Bihar
🎥 Festival: Muharram / Tazia Procession

26/06/2026

Aurai Muharram Julush Me Police Kyu Aayi? | Muzaffarpur Bihar | Real Village Vlog
365 Daily Vlog Challenge – Day 67 ❤️

Aaj ke is vlog me hum Bihar ke Muzaffarpur district ke Aurai area me nikle Muharram ke julush ko cover kar rahe hain. Is dauran police ki maujoodgi bhi dekhne ko mili. Is vlog me hum wahi mahaul aur apna experience share kar rahe hain.

Agar aapko hamara real village lifestyle aur daily vlog pasand aaye to video ko Like 👍, Share 📲 aur Channel ko Subscribe karna na bhoolen.

Channel Name: Sufffyan Vlog 05

📍 Location: Aurai, Muzaffarpur, Bihar

🎥 365 Daily Vlog Challenge – Day 67

Aurai Muharram Julush
Aurai Bihar
Muzaffarpur Bihar
Muzaffarpur Vlog
Bihar Vlog
Bihar Village Vlog
Muharram Julush
Muharram 2026
Aurai Muharram
Police in Julush
Daily Vlog
Daily Vlog India
365 Daily Vlog Challenge
Village Lifestyle
Real Village Vlog
Hindi Vlogger
Bihar Village Life
Sufffyan Vlog 05

25/06/2026

🚆 Safar Ki Yaadein ❤️ | Train Journey Ka Ek Khoobsurat Pal 😍
Aaj ke safar ka ek yaadgaar pal. 🚆✨ Train me safar karte hue bahut kuch dekhne aur seekhne ko mila. Har din ek nayi kahani, ek naya experience. ❤️

📍 365 Daily Vlog Challenge Day 66

Aapko train ka safar pasand hai ya bus ka? Comment karke zarur batayein. 👇

20/06/2026

😱 5 Din Me ₹10,000 Kamane Ka Challenge - Day 3 | Silai Ka Kaam Karke Sapna Pura Karne Ki Koshish 💪

Day 3 complete! 💪

5 Din Me ₹10,000 Kamane ke challenge me aaj silai ka kaam aur workshop ki progress aap sabke saath share kar raha hu. Worker life ki asli mehnat aur daily struggle ko dikhane ki koshish kar raha hu.

Aapko kya lagta hai, 5 din ke andar ₹10,000 ka target complete hoga? 🤔

Comment karke zarur bataye. ❤️

✅ Real Worker Life
✅ Silai Ka Kaam
✅ Daily Vlog Challenge
✅ Motivation & Hard Work

Follow karo aur challenge ke next updates ke liye jude raho. 🚀

19/06/2026

5 Din Me Silae Karke ₹10,000 Kamane Ka Challenge 💰 | Day 2 🔥
🔥 Challenge Day 2 Complete!

Main 5 din me Silai Karke ₹10,000 Kamane Ka Challenge kar raha hu. Aaj challenge ka dusra din tha aur poora din silai ka kaam, mehnat aur struggle me nikla. 💪

Kya lagta hai aapko, main 5 din ke andar ₹10,000 ka target complete kar paunga? 🤔
Aapka support hi meri sabse badi motivation hai. ❤️

Like 👍 Share 🔄 aur Follow ✅ karna mat bhoolna.

👇 Comment karke apni prediction batao.




















18/06/2026

🔥 5 Din Me Silae Karke ₹10,000 Kamane Ka Challenge Start! 💪
Aaj is challenge ka Day 1 hai. 😊

Main ek worker hu aur apni mehnat, struggle aur daily life aap sabke saath share kar raha hu. Kya main sirf 5 din me ₹10,000 k**a paunga? 🤔

Aap sabka support aur motivation hi meri taqat hai. ❤️

Comment karke batao – Challenge successful hoga ya nahi? 👇






















17/06/2026

😋 Sahar Me Gao Vala Nashta | Desi Swad Ka Asli Maza ❤️ | Day 62

🙏 Assalamualaikum Dosto,

Aaj mere 365 Days Daily Vlog Upload Challenge ka Day 62 complete ho gaya. ❤️

Aaj humne sahar me milne wale gao vale desi nashta ka maza liya. Desi swad, desi mahaul aur family ke sath bitae kuch khoobsurat pal is vlog me dekhne ko milenge. 😋

Main Sandeep Maheshwari Sir se inspire hoke apni daily vlog journey continue kar raha hu. Aap sabka pyar aur support hi meri sabse badi motivation hai. 🙏❤️

Agar post pasand aaye to: ❤️ Like Kare 💬 Comment Kare 📢 Share Kare 👥 Follow Jarur Kare

Day 62 Complete ✅




















Address

Muzaffarpur
843312

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Vlogger Silae Wala posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share

Category