Nahid Ul Qadri official

Nahid Ul Qadri official asslamu Alaikum Dosto Kaise hain Aap log ummid Karta Hu ke aap khairiyat Se honge Allah Aap Ko hamesha khush rakhe Salamat Rakhe Aameen Summa Aameen

29/06/2024

Qawwali status

28/03/2023
28/03/2023

Asslamu Alaikum

Ya Allah Mahe Ramzan Shareef ke sadqe sabhi jaiz duao ko qubool farma

26/03/2023
27/02/2023
26/02/2023

Ali Jis Jaah huye paida ke Wo Darbaar Aalaa hai
Ke Wo Maula na kyun kar hon Jinhein Maula ne paala hai
Uthaa kar Haath maidaan mein Nabi ne raaz ye kholaa
Jiska Mein Nabi Maula Huye Uske Ali Maula

Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula

Ali hein Baadshaahe Mann Ali Mushkil kushaa-e-mann
Ali ki Baadshaahi hai Ali Hubbe Ilaahi hai
Har-ek mizaan mein tola Ali Maula Maula

Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula

Qaseedaa jab padhaa Meine Ali Maula ka Mehfil mein
Ali ka har Shajar bola Ali Maula Ali Maula

Zubaan ke saath Dil bolaa Ali Maula Ali Maula

22/02/2023

Asslamu Alaikum
Shabe Barat Mein (Hazrat Owais Qarni Razi Allaho Anho) Ke Naam Se Fatiha Di Jati Hai
shabe barat ki fatiha ka tarika shab e barat ki fatiha
2023 Shab e Barat Ki Fatiha Ka Bahut Aasan Tarika
Shabe Barat mein Halwa par Fatiha & Niyaz karna
Kaisa hai? Fatiha Shabe Barat शबे बरात में किस के नाम से फातिहा दिलाया जाता है? क्या उवैस करनी के लिए हलवा बनाया गया ? Shab e Barat ki fatiha ka tarika | Shabe Raat ki fatiha Kaise di jati hai Hazrat Owais Qarni
shabe barat ki fatiha padhne ka tarika shabe Barat Mein Fatiha Kaise padhe
shabe barat ki fatiha kaise di jati hai shab e barat ki fatiha ka tarika
shab e barat ki fatiha kaise lagaye shab e barat ki fatiha ka tariqa sunni shab e barat ki
fatiha ka aasan tarina shabe barat ki fatiha kaise di jati hai
shab e barat ki fatiha ka tarika shab e barat ki fatiha kaise lagaye
shab e barat ki fatiha ka tariqa sunni shab e barat ki

14/02/2023
25/01/2023

Assalamu Alaikum
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne - Hammad Kazmi & Shahbaz Haideri | New Qasida 2020

Qasida Lyrics
Wo Tadheerain Wo Izzat Baiteon Ke Bachana Khud Sikhaya Ha Ali Nay Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne

Kabay Main Aye Mola Ali Hain Kabay Main Aye

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne - Nahid Khan Qadri

19/01/2023

Ya Nabi Salaam Alaika (Salaam)

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika
Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika

Jashn-e-Milad un nabi hay
Noor ki chaadar tani hay
Roshani hi roshani hay
Har taraf yay doom machi hay

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika
Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika

Ya habeeb-e-rab-e-daawar
Azpa-ay Siddeeq-e-Akbar
Aur Umar Usmaan O Haydar
Chashmay Baytar Do qalb-e-uzz par

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika
Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika

Rahmatal Lil Aalameena
Ho ataa aysa kareena
Daykh kar meetaa madina
Ishq-e-main patjaa ay seena

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika
Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika

Aakhari lamhay jab aa-ain
Kaash wo tashreef laa-ain
Apnay jalwon main gumaa-ain
Joom-e-kar ham gun gunaa-ain

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika
Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika

Hashr-e-main sarkaar-e-aanaa
Mere ayb ko chupaana
Apnay rab say bakhsh
Saath-e-jannat Me bassaana

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika
Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika

Rehmato Kay Taaj Wale
Do Jahan Ke Taaj Wale
Arsh Ki Meraj Wale
Ashiyon Ki Laaj Wale

21/12/2022

Labbaik Labbaik Ya Rasool Allah Naat Shareef

Address

Pilibhit

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Nahid Ul Qadri official posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share