21/02/2026
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh 🤍
Main Ajaz-e-Sukhan ke zariye
Qur’an aur Sunnat ki roshni me
rozmarra zindagi se judi
sade aur seedhe alfaaz me
islahi baatein aap tak pahunchane ki koshish karta hoon.
Yahan na tanqeed hogi,
na behas —
balke khud apni aur aapki islah hogi.
Agar aap bhi chahte hain
ke haq baat suni jaye
aur zindagi behtar banane ki koshish ho,
to page Follow karein aur saath judein.
Duaon me yaad rakhiye 🤲
JazakAllahu Khaira
— Ajaz-e-Sukhan