19/09/2026
Bhooth Bangla mein jab Arjun pehli baar Vamika Ghosh se milta hai...
Toh woh hairaan hokar kehti hai:
"Tumne kaise dekh liya mujhe?" ๐
Yahi dialogue movie ka pehla bada hint tha.
Director ne isi scene mein ishara de diya tha ki Vamika ka character aam insaan nahi hai aur uske saath kuch bahut bada raaz juda hua hai.
Pehli baar dekhne par ye sirf ek normal dialogue lagta hai...
Lekin second watch mein samajh aata hai ki clue shuru se hi saamne tha. ๐คฏ
๐ Premium movie & anime collectibles ke liye visit karo Jhamundaverse.in