Aj ki Rits

Aj ki Rits Couple vlogs | Real Life Struggle | Home Dream

24/08/2026

Guys ise support karke bada admi bana do wrna ye gandagi fela kar sabko bimar karke mar dega 😬





24/08/2026

कितना दुष्ट इंसान है 😡

22/08/2026

Kya ise gandagi felane ka licence mila huwa hai. 😐





21/08/2026

Ye shopkeeper bahut hi ghatiya kisam ka insan hai ise kisi ke health se koyi frk nahi padta. Pls jysa se jyda share kare

Pls tag and use hastage of jspcb

20/08/2026

Ye insan jab se main shop khola houn mere ko suru se paresan karke rakha hai or main kayi bar santi se bat suljhane ki kosis kiya lekin isko lichadpanti karne me bahut maja aata hai. Ab main iske ek ek kartut ko highlight karunga ayse logo se santi ki ummid karna bekar hai.


19/08/2026

ऐसे इंसान खुद बीमार होगा दूसरे को भी बीमार करके मार देगा। 🤬

18/08/2026

Akhir ayse logo ko dusre ko paresan karke kya milta hai , ye insan pahle ish bench ko waha nahi lagata tha lekin jabse dekh raha ki meri business achhi ho rahi toh mujhe paresan karne ke liye roj isko yaha laga dega ise kayi log tok chuke hai kyuki hamare vivhar ko jitne customer log aate hai dekhte hai ki hum dono couple kitna santi tarike se apna kam karte hai jiske liye unhe bhi dekh kar kharab lagta hai ki akhir kyu hame paresan karte hai. Magar ise jara bhi saram nahi aati or besrmo ki tarah jawab deta hai ki mera jagah , dusre ke state me ye log business karenge or waha ke logo ki izzazt bhi nahi karenge or unhi ke area me atikaraman karke bolenge ki mera jagah hai ye mindset hai inki. Lekin ab main chup nahi bethne wala.
Aaplog ise itna share kare ki ise aysa dobara karne ki himmat na ho. 🙏

Kich kich band karo
Lichadpanti band karo
Respect local people
Jaha ka khate hai wahi nahi hagte
Iske jagah main hota toh main sukragujar hota ki mujhe dusre state me waha ke logo ne mere roji roti me support kiya na ki wahi ka kha ke unhi ko paresan karta.

Address

Ranchi

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Aj ki Rits posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share