Amit From Pahad

Amit From Pahad FROM PAHAD UTTARAKHAND
INFORMATIVE AND ADVENTURE
DREAM 1MILLION FOLLOWERS IN LAST 2026

17/09/2026

Devprayag Sangam

10/09/2026

Gangotri dham

रात्री निवास बुरवा ' ये फोटो राऊलेक से ली गई है ।
09/09/2026

रात्री निवास बुरवा ' ये फोटो राऊलेक से ली गई है ।

गढ़वाल के इस खूबसूरत शहर का नाम तो जानते ही होंगे आप.. ❤️🫰
07/09/2026

गढ़वाल के इस खूबसूरत शहर का नाम तो जानते ही होंगे आप.. ❤️🫰

04/09/2026

Krishna Janmashtami ka adbhut nazara, mandir me Bal Gopal ka shringar, aas-paas bhakt aur poora mahaul Krishna bhakti me dooba hua,

04/09/2026

Krishna Janmashtami par Vrindavan ki galiyon me bhakti ka mahaul, har taraf sajawat aur Radha-Krishna ke naam ki goonj,

03/09/2026

Nepal ke mushkil waqt me hum sabko ekjut hokar zaruratmand parivaron ka saath dena chahiye. Aapki chhoti si madad bhi kisi ke liye badi umeed ban sakti hai.

03/09/2026

Nepal... baadh se prabhavit logon ke liye aaj main apni taraf se charity aur donation ke liye awareness phaila raha hu. Mushkil waqt me chhoti si madad bhi kisi ke liye bahut badi umeed ban sakti hai. Aaiye zaruratmand parivaron ki madad ke liye aage aayein

01/09/2026

Nepal ke logo ke liye dua krta hu

31/08/2026

Neelkanth Mahadev... aaj main pahadon ke beech Mahadev ke darshan ke liye nikla hu. Raste me ghane jungle, pahadi mod aur thandi hawa ka zabardast experience mil raha hai. Ab mandir saamne dikh raha hai, chaliye aapko bhi darshan karwata hu

Address

Rudraprayag

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Amit From Pahad posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share