06/06/2026
🇮🇳 Tea Break Update 🇦🇫
India ne Day 1 par mazboot pakar bana li hai. Sai Sudharsan ki shandaar 81 runs ki innings ke baad KL Rahul 81* aur Captain Shubman Gill 20* ke saath crease par mojood hain. Ab nazrein century aur bade total par! 🏏🔥
🇮🇳🏏