"Exploring hope, resilience & personal growth through inspiring stories & conversations."
27/07/2025
Lyari ka image aik waqt tha jab negative tha — lekin aaj log Lyari ko talent, art aur passion ke liye bhi jaante hain.
Iss episode mein hum ne baat ki ke kis tarah social media, community journalists aur activists ne Lyari ka sach duniya ke saamne rakha.
⚡ Ab Lyari sirf news ka topic nahi — ek inspiration ban chuka hai.
Fake news can cost a life.
In this episode of Nayi Umeed Podcast, we uncover how dangerous misinformation really is.
Learn how to spot fake news before it spreads.
Watch full video here: 🔗 https://youtu.be/ZMug-QRW-44?si=cjtFM3N6Fe54AwJ3
🚫 Don’t believe everything you scroll.
✅ Verify before you share.
22/07/2025
Aasaan taleem ko hum ne itna mushkil bana diya hai ke bache numbers aur grades ke pressure mein apni soch aur mental sukoon kho dete hain.
Jab samajh aata hai ke mental health tabaah ho chuki hai to umar bhi nikal chuki hoti hai.
Hamare taleemi nizam mein aaj bhi sirf theory aur ratta hai — language barrier students ko aur peeche dhakel deta hai.
Asal practical taleem kahan hai?
Apni rai zaroor dein! 👇
Kya achay number lena hi achi taleem hai?
Hamare schools sirf ratta sikha rahe hain — sochna nahi.
Asal taleem woh hai jo bache ko self-thinking sikha de.
Aap kya sochte hain? 👇
Most schools force kids what to think — but no one teaches how to think!
One child with critical thinking can change everything.
Watch full talk — https://youtu.be/exeFIfcG1es?si=ys_I5fq4CIPcVCxJ
17/07/2025
Most kids don’t even know why they go to school!
A good teacher can change everything — but how many really do?
13/07/2025
Ustad ki zaati narazgi ka bojh bachay kyun uthain?
Ghar ke masail ka gussa classroom mein kyun nikalta hai?
Kasoor bacha ka hai ya system ka?
Kya hamara taleemi mahaul waqai bachon ke liye safe hai?
Bachon ko school mein sawal karna allow nahi — wahan unko aise treat kiya jata hai jaise unki koi soch hi nahi ho.
Ye system kab tak chalega?
Full episode dekhain: https://youtu.be/sDSKls8BOEs
10/07/2025
Aakhir bacha school jane se ghabrata kyun hai?
Zabardasti ka ratta to lag jata hai lekin asal ilm nahin mil paata!
Parents aur teachers ko kya samajhna chahiye?
Be the first to know and let us send you an email when Nayi Umeed posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.