16/11/2025
“Khaybar was your last chance!”
Yeh jumla us waqt ke kufr ki nakaami ko bayan karta hai…
Aur aaj bhi haqq aur batil ki jung me hame yaad dilata hai ke Haqq kabhi haar nahi sakta.
Is video me Hazrat Ali (RA) ki shaan me chalne wala kasida
dil ko roshan karta hai aur batata hai ke Allah apne mardo ko
hamesha izzat deta raha hai.
❤️ Ya Ali (RA) – Sher-e-Khuda
⚔️ Khaybar ki fateh haq ki nishani thi
👉 Agar aap Haqq se mohabbat rakhte ho to is video ko share zaroor karna.