11/02/2026
Assalam-o-Alaikum! Main hoon Shahid. Is page ka maqsad apni zindagi ki jad-o-jehad (struggle) share karna aur ye dikhana hai ke walidain ki duaon se insan kahan tak pahunch sakta hai. Yahan aapko meri rozana ki zindagi, emotional stories aur behtareen Pakistani dramas ka review milega. Mere is safar ka hissa banyen aur mujhe support karen."