05/08/2026
Sirf chand foot zameen ki khatir do kisanon ke darmiyan sakht tanaza paida ho gaya. Yeh video ek ibrat naak kahani hai jo batati hai ke ghussa aur jald bazi kitna bara nuqsan kar sakti hai.
Is video ka maqsad sirf awarness paida karna hai. Zameen ke tamam tanazaat hamesha qanooni tareeqe, baahmi mashwaray aur mutaliqa idaron ki madad se hal karne chahiye.
Agar aap ko farming, agriculture aur village life se mutaliq videos pasand hain to Crops Technology ko Subscribe karein, Video ko Like karein aur apni raaye Comment mein zaroor dein.
Disclaimer:
Yeh video sirf taleemi aur awarness ke liye banayi gayi hai. Is ka maqsad kisi qisam ke tashaddud, nafrat ya ghair qanooni amal ki himayat ya tashheer karna nahi hai.