14/06/2026
π¦ Fungus se Bachao aur Ehtiyat
Alamat
Kharish, jalan, jild par surkh dhabbe, jild ka chilka utarna aur nakhunon ka kharab hona.
Wajuhat
Zyada paseena, nami, safai ka khayal na rakhna, tang ya geelay kapray pehenna, aur mutasir ashya ka istemal.
Ehtiyat
Jild ko saaf aur khushk rakhein, rozana saaf kapray pehnein, towel ya kapray share na karein.
Vaseline mein 2 chutki meetha soda mix karke mutasir maqam par lagana madadgar sabit ho sakta hai.
Like β’ Share β’ Follow Karein