08/07/2025
Hussain a.s ka matam Hathoo k mohtaj nahi . 😭😭
Khudwand e motal in azadar o slamatt rakhey.
Yaqeenan in ka maqam ba Roz e qayamat daikhnay laaik hoga .
Or Jin k hath gham e Hussain main iss Dunia main nahi na uth rahey woh yeah manzar daikh kr hasrat barhi aah barh k kahey gain k Kash hm azadar e Imam Hussain a s main say hotay .
Tab un ko yeah Kash kehna koi Faida na day ga .