Love Breakup And Life

  • Home
  • Love Breakup And Life

Love Breakup And Life Love is life

सुना है आज उस की आँखों मे आसु आ गयेवो बच्चो को सिखा रही थी की मोहब्बत ऐसे लिखते है !!@.....!!!
26/07/2015

सुना है आज उस की आँखों मे आसु आ गये

वो बच्चो को सिखा रही थी की मोहब्बत ऐसे

लिखते है !!

@.....!!!

25/08/2014

Badalna Aata nahi humko mausam ki tarah,
Har ek roop me tera intejar karte hain.
Na samet sakogi tum jise Qayamat tak,
Tumhari kasam hum tumhe itna Pyar karte hain..

20/08/2014

Badla Jo Waqt Gehri Dosti Badal Gayi;
Suraj Dhala To Saaye Ki Surat Badal Gayi;
Ik Umar Tak Main Teri Zarurat Bana Raha;
Fir Yun Hua Ki Teri Zarurat Badal Gayi!…

17/08/2014

Hathi ghoda palki-|^^^|-

JAI KANHAIYA LAL KI .!.

☁ ☁ ☁ ☁
☁ ☁ ☁

""""""""





Happy Janmastami

Yashomati Mom Se
Talking Nandlala,
Radha Q Fair,
I m Q Kala,
Boli Smiling Maiya:
Listen mere lala,...Wo City Ki item
Tu Village Ka Gwala
Thats why U Kala...
➰➰➰➰➰➰➰➰..

Happy gokulashthami

Gopi ko thoda round ghuma ke,

Krishna k jaise murali baja ke,

Dahi me thodi mishari mila ke,

Aa jao sare mood bana ke..

All d krishna fans

KANHAIYA

Dont miss d chance

KANHAIYA

MURLI DANCE
MURLI DANCE
MURLI DANCE
MURLI DANCE
MURLI DANCE
MURLI DANCE

Happy Janmashtami...
Jai Shree Krishn

15/08/2014

Happy Independence Day Friendzzzzzzz.......

Hum Logo Ko, Samajh Sako To
Hum Logo Ko, Samajh Sako To, Samjho Dilbar Jaani
Jitna Bhi Tum Samjhoge Utni Hogi Hairani
Hum Logo Ko, Samajh Sako To, Samjho Dilbar Jaani
Jitna Bhi Tum Samjhoge Utni Hogi Hairani
Apni Chatri Tum Ko De De Kabhi Jo Barse Paani
Kabhi Naye Packet Mein Beche Tumko Cheez Purani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani

Thode Anadi Hai, Thode Khiladi
Ruk Ruk Ke Chalti Hai Apni Gaadi
Thode Anadi Hai, Thode Khiladi
Ruk Ruk Ke Chalti Hai Apni Gaadi
Hume Pyaar Chaahiye, Aur Kuch Paise Bhi
Hum Aise Bhi Hai, Hum Hai Waise Bhi
Hum Logo Ko, Samajh Sako To, Samjho Dilbar Jaani
Ulti Seedhi Jaisi Bhi Hai Apni Yahi Kahani
Thodi Hum Me Hushiyari Hai Thodi Hai Naadani
Thodi Hum Me Sacchai Hai Thodi Beimaani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani

Aankhon Mein Kuch Aasun Hai Kuch Sapne Hai
Aasun Aur Sapne Dono Hi Apne Hai
Aankhon Mein Kuch Aason Hai Kuch Sapne Hai
Aason Aur Sapne Dono Hi Apne Hai
Dil Dukha Hai Lekin, Tuta To Nahin Hai
Umeed Ka Daaman Chhuta To Nahin Hai
Hum Logo Ko, Samajh Sako To, Samjho Dilbar Jaani
Thodi Majburi Hai Lekin Thodi Hai Manmaani
Thodi Tu Tu Main Main Hai Aur Thodi Kheecha Taani
Humme Kaafi Baatein Hai Jo Lagti Hai Deewani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Phir Bhi Dil Hai Hindustani, Phir Bhi Dil Hai Hindustani

14/08/2014

Kisi ki raah mein aankhen b***a kar kuch nahi milta..
Yeh duniya bewafa hain, Dil laga kar kuch nahi milta..

09/08/2014

Mujhe Tum Se Muhabbat Ho G*i Hai
Yeh Duniya Khubsurat Ho G*i Hai.
Khuda Se Roz, Tumhein Mangta Hoon
Meri Chahat, Meri Ibadat Ho G*i Hai.

04/08/2014

Log kahte hai ki hamne aapki khubsurti dekhkar pyar kiya hai ……..
lekin ham kahte hai jis din ye khubsurti na ho tab chale aana us wakt bhi ham aapko itana hi pyar karenge……

25/07/2014

Mai aur tum gar Hum ho jate,
Itne haseen ye pal ho jate.
Mai aur tum gar hum ho jate.
Dard Dilo ke kam ho jate,
Mai aur tum gar hum ho jate.

23/07/2014

Ek Pal Ki Bhi Judai Gawara Na Kar Sake,

Aisa Ishq Hum Dobara Na Kar Sake,

Zindgi Bhar Palat K Na Dekha Kabhi,

Hum Phir B Shikwa Tmhara Na Kar Sake,

Tune To Har Kisi Se Dil Laga K Dekha,

Magar Hum Apne Dil Ko Awara Na Kar Sake,

Jaan Tak Luta Di Tumhare Pyar Me Magar,

Ek Dil Bhi Tum Apna Hamara Na Kar Sake....

G@ M@rning Friends.....!!!!
11/11/2013

G@ M@rning Friends.....!!!!

27/10/2013

Aaj dosti par ek kitaab likhengeDoston k sath gujri har baat likhengejab batana ho dost kaise hota haintumhe soch kar har baat likhenge...

Address


Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Love Breakup And Life posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

  • Want your business to be the top-listed Media Company?

Share