Dr Syed Badar Riaz

Dr Syed Badar Riaz Anti-Motivational Speaker | Islamic Mindset Coach | SEO & Digital Marketing Expert |
You don't need a push- You need a plan

🎉 GRAND OPENING – Riaz-ul-Aloom, Brierfield 🎉​A safe & inspiring space for Muslim girls to shine in Deen & Dunya.​Join u...
09/09/2025

🎉 GRAND OPENING – Riaz-ul-Aloom, Brierfield 🎉
​A safe & inspiring space for Muslim girls to shine in Deen & Dunya.
​Join us for a truly blessed occasion! We are delighted to announce the grand opening of Riaz-ul-Aloom, a special club dedicated to supporting girls in their academic and Islamic journey. This is a place for girls to find the help they need, build confidence, and grow alongside their peers.
​Under the esteemed guidance of:
📖 Shykhul Hadees Professor Syed Riaz Hussain Shah Sahib
📖 Syeda N Riaz
​This is more than just a support club; it's a sanctuary where girls can thrive, rooted in faith and prepared for the future.
​"Whoever treads a path seeking knowledge, Allah makes their path to Jannah easy."
— Hadith

​✅ A safe & supportive environment for girls
✅ Academic & Islamic support to enhance learning
✅ Cultivating future leaders rooted in faith
​📅 Date: Wednesday, 10th September 2025
⏰ Time: 11:30 AM
📍 Location: The People’s Centre, 50 Colne Road, Brierfield, BB9 5NN
👥 Welcome: Men & Women
​For more information, please contac

08/09/2025

Musibat kyun Kamzor Ko Girati Hai Aur Mazboot Ko Buland Karti Hai?

Jaise sailaab aur zalzala kamzor imaraton ko todte hain، waise hi zindagi ki musibat un insano ko todti hai jo pehle hi fear aur anxiety mein jee rahe hote hain۔ Science kehti hai amygdala hamesha fight/flight mode mein rehta hai۔ Qur’an (2:153) sabr aur namaz ko asli taqat batata hai۔ Seekhiye kaise apne dimaag aur rooh ko mazboot banaya jaye۔

💚✨Jis safar mein walid ka saath ho aur manzil Rasool ﷺ ka zikr,Us raaste mein zindagi ka asal sukoon milta hai.Kal Al-Ma...
01/09/2025

💚✨Jis safar mein walid ka saath ho aur manzil Rasool ﷺ ka zikr,
Us raaste mein zindagi ka asal sukoon milta hai.
Kal Al-Madina Jamia Masjid, Oldham ki taraf ja rahe the,
Eid‑e‑Milad‑un‑Nabi ﷺ mubarak ho sab ko.

01/09/2025

Hum Har Faislay Mein Dusron Ki Approval kyun Dhoondte Hain?

Humari zindagi ke bohot se faislay hum Allah ke bharose pe nahi lete, balki logon ki approval ke intizaar mein lete hain. Science kehti hai ke brain dopamine release karta hai jab koi hamari tasdiq karta hai. Quran aur Hadith sikhate hain: asal sukoon Allah ki raza mein hai, na ke logon ki taareef mein۔

28/08/2025

Fail ka Matlab ‘The End’ Nahi – First Attempt In Learning.

Society ne humein sikhaya ke fail ka matlab hai zindagi ka the end. Lekin asal mein fail ek akhir nahi, ek nayi shuruat hai. Quran, Hadith aur psychology ke zariye seekhiye ke ‘fail’ aapki zindagi ko rokta nahi, banata hai.

27/08/2025

Aaj Bhi Agar Apne Aap Ko Negative Lafz Bolo Ge… To Zindagi Hamesha Ruk Jayegi

Socho… kya aap apne dost ko ya family ko kabhi kahoge: “Tu nikamma hai, tu bekaar hai, tu badsoorat hai”?
Nahi na!
Lekin hairat ki baat ye hai ke aap roz apne aap ko yeh zehr pilate ho.

Science kehti hai ke negative self-talk aapke dimaag ko wahi chemical signal deta hai jo depression aur failure ko barhata hai.
Aur phir aap sochte ho ke zindagi kyun nahi badalti?

⚠️ Agar abhi apne alfaz ko control nahi kiya, to kal bhi aap waisa hi mehsoos karoge jaisa aaj karte ho… aur zindagi hamesha isi loop mein phansi rahegi.
Positive alfaz use karna shuru karo — warna waqt nikal jayega aur sirf pachtawa reh jayega.

25/08/2025

Shair Asli Ho Ya Khayali… Aapka Dimaag Dhoka Kha Jata Hai

Science kehti hai ke human brain asal aur tasavvur mein farq nahi karta. Agar asal mein shair peeche ho ya sirf imagination ho, dimagh aapki body ko ek hi tareh ka signal deta hai. Ye
Quran o Hadith ke paigham se milti hai baat: insaan ki soch uski zindagi ka rukh tay karti hai.

24/08/2025

Aap Apni Sochon Ke Ghulaam Hain… Ya Unke Sultan?

Rozana aapke dimaag mein 60–70 hazaar sochain aati hain، jin mein se 90% purani hoti hain۔ Yehi sochain aapki zindagi ko control karti hain۔ Qur’an, Hadith aur science kehte hain: agar aap change chahte ho to apni sochon ke zawiyye ko badalna hoga۔

22/08/2025

Kya Aap Apni Marzi Se Jee Rahe Hain… Ya Sirf Programming?

Insaan samajhta hai ke wo apne faislon ka malik hai, lekin asal mein humari zindagi autopilot pe chal rahi hoti hai. Qur’an, Hadith aur science ek hi sach ko bayaan karte hain: agar aap apni sochon ko change karna seekh jao, to aap apni poori zindagi ko transform kar sakte ho. ⚡

29/06/2025

Hazrat Umarؓ Ka Dil Badla… Aur Duniya Hil Gayi – Tumhara Kab?

Hazrat Umarؓ Islam ke sabse bade critic thay…
Phir unka dil hil gaya…
aur unhone waqt ka faisla banaya۔
Aaj bhi tum decision se ڈرتے ہو؟
To yeh video tumhare dil ka noor jagane کے لیے ہے۔




Address

Halifax

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Dr Syed Badar Riaz posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share