AntarDrishtii

AntarDrishtii •Detailed Explanation
•Summarized Stories

07/06/2026

पेपर लीक होना इस सरकार की सबसे बड़ी नाकामी है !!

06/06/2026

Failed Protest of Cockroach Janta Party

06/06/2026

04/06/2026

DMK ne chhoda INDIA Alliance | INDIA गठबंधन को 22 सीट्स का नुक़सान !

04/06/2026

Delhi Hotel Fire : 21 Maut - Koi Fire Noc Nahi Tha !!! Dilli ki is aag mein 21 logon ki jaan gayi aur ye sirf ek haadsa nahi tha.
Malviya Nagar ke Flourish Stay hotel mein sirf 6 kamre ki permission thi ,malik ne 25 bana diye bina kisi permission ke.
Koi valid Fire NOC tha hi nahi.

Ek Gurugram ka parivaar Vivek Aggarwal, unki patni, do betiyaan sirf isliye wahan thahre the kyunki unke bujurg pita paas ke Max Hospital ke ICU mein admit the.
8 log ek hi parivaar ke sab khatam ho gaye.
Jab short circuit se aag lagi, illegal narrow staircases aur band iron grill ne bhagne ka rasta tak nahi diya. 47 logon ke paas do hi options bache ya aag mein phans jao, ya building se kood jao.

Sawal ye hai — ye hatya kaise hui?
Us malik ki wajah se jisne kanoon ko taak par rakh ke illegal construction kiya. Aur us system ki laparwahi ki wajah se jo use saalon tak chalne deta raha.

03/06/2026

ममता की पार्टी टूटी !

03/06/2026

End of AI Hype ?

30/05/2026

बेशर्म प्रशासन ❌

29/05/2026

अब देने होंगे पैसे ?

Address

Aligarh

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when AntarDrishtii posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share