Desi Chhora PK

Desi Chhora PK follow for more....

16/01/2026

हल्कू भईया की मां हुई बीमार 🥹🥹

11/01/2026

Maa Ke Liye Hulk Ne Apni Jaan Laga Di 😭🔥

Yeh kahani sirf ek kusti match ki nahi hai…
Yeh kahani hai ek bete ke pyaar aur maa ke liye ladi gayi jung ki ❤️

Hulk ki maa bimar thi, paison ki zarurat thi, aur umeed sirf ek match par thi.
Sabke khilaf jaakar Hulk ne kusti jeeti aur apni maa ko bachaya 💪

👉 Agar aap bhi apni maa se pyaar karte ho,
LIKE ❤️ aur COMMENT zaroor karo.

🙏 Maa ke liye ek ❤️ comment likhna na bhoole.

06/01/2026

Apni Ma Ke Liye Laya Lamborghini ✅❤️

01/01/2026

“50 LAKH KE LIYE KUSTI! 😱 Papa Ki Jaan Daav Pe Lag Gayi 💔🔥”

Papa ke liye Hulk Badmash ghar gift leke aaya tha 💔
Lekin ghar me papa nahi the…
Kalu gunde ne papa ko utha liya tha,
kyunki 50 lakh ki zameen ka paisa nahi diya gaya tha.

Chacha ne bhi madad se mana kar diya 😔
Papa ko bachane ke liye Hulk Badmash ne
50 lakh ke liye kusti kheli…

aur match jeet kar papa ko bacha liya 💪🔥

❤️ Papa ke liye ladne wala beta

👍 Like | 💬 Comment | 🔔 Subscribe










26/12/2025

Papa ko Saanp Ne Kaat Liya Doctor Bola 20 Lakh Lao.. Warna Papa Nahi Bachenge

Hulk ko pata chalta hai ki uske papa khet me

saanp ke zehar se marne ke kareeb hain.

Hospital me doctor bolta hai —
20 lakh rupaye lao, warna jaan nahi bachegi!”
Na chacha madad karta hai, na koi apna.

Tab Hulk apni jaan par khel kar us khatarnak saanp ko marta hai jiske sir par 30 lakh ka sarkari inaam hota hai.

💥 Kya Hulk apne papa ko bacha payega? Aakhir tak dekho! 😱🔥

25/12/2025

"Papa Ko Utha Le Gaya Gunda... Hulk Badmash Ne Kya Kiya?"

Hulk Badmash ek simple zindagi jeeta tha... lekin jab Ballu Bhai uske papa ko 10 lakh ki udhari ke liye utha le gaya, toh Hulk ne apni taqat aur himmat dikha di Paise ke liye Hulk ne Takle Pehlwan se kushti ladi aur 10 lakh jeet kar papa ko wapas le aaya ← Yeh kahani sikhati hai: Baap ke liye beta kuch bhi kar sakta hai



20/11/2025

Motu Patlu Characters In Real Life













Address

Aligarh Iglas
Aligarh
202001

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Desi Chhora PK posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share