Mera dard lucky ali

Mera dard lucky ali call 8395031811

08/06/2017

Mout Aaram Se So Jane Ki Badnami
Hai,
Zindgi Naam Hai Toofano Se Takrane
Ka.

08/06/2017

Kuch kar kay dikha diya, ki kaam
bohut hain,
Is jahan main jeetnay walay muqaam
bohut hain,
Mukammal shakhs wahi jo duniya ko
badal dalay, Roz mar mitney walay
naam bohut hain.

08/06/2017

शाख से फूल तोड़कर मैंने
,सीखा
अच्छा होना गुनाह है ,इस
जहाँ

08/06/2017

जो जले थे हमारे लिऐ,
बुझ रहे है वो सारे दिये,
कुछ अंधेरों की थी साजिशें,
कुछ उजालों ने धोखे दिये..

08/06/2017

खूब करता है, वो मेरे ज़ख्म का
इलाज
कुरेद कर देख लेता है, और कहता
है वक्त लगेगा..

08/06/2017

उसने दरिया में डाल दी
होगी..
मेरी मोहब्बत भी.... एक नेकी
थी

08/06/2017

Yeh Dard Ke Tukre Hain,
Ashaar Nahi Saaghar
Hum Kaanch Ke Dhaage Mai
Zakhmon Ko Pirotey Hain..
`
Aao Kisi Shab Mujhe Toot Ke
Bikharta Dekho
Meri Ragon Mai Zehr Judaai
Ka Utarta Dekho
Kis Kis Adaa Se Tujhe
Maanga Hai Khuda Se
Aao Kabhi Mujhe Sajdon Mai
Sisakta Dekho..
`
Bekhabar Tujhe Kiya Khabar,
Teri Aankhon Mai Kesa Jamal
Hai
Tujhe Dekh Le Jo Bas Ik
Nazar,
Us Ki Aankhon Mai Phir Yeh
Sawal Hai..
`
Mujh Se Bichar Kar, Mujh Ko
Rula Kar Udaas Tha
Meri Tarah Wo Khud Ko Jala
Kar Udaas Tha
Aese Ajeeb Dard Ke Pehre
The Chaar Soo
Ab Ke Wo Mere Shehr Mai Aa
Kar Udaas Tha…
`
Dil Ke Liye Dard Bhi Roz Naya
Chahiye
Zindagi To Hi Bata Kaise Jiya
Chahiye
Maano Meri Kazmi, Tum Ho
Bhaley Aadmi
Phir Wohi Aawargi, Kuch To
Haya Chahiye…

08/06/2017

Ae mere hamnasheen chal
aur kahin
Is chaman ab apna gujara
nahin
Baat hoti gulon tak to seh
lete hum
ab to kanto pe bhi haq
hamara nahin..
`
Jo Lada Tha Sipaahiyon Ki
Tarah
Aisa Bharat Mein Koi
Baadshah Na Hua
Rooh To Ho gayi Thi Tann Se
Judaa
Haath Talwaar Se Judaa Na
Hua..

08/06/2017

Kuchh haath se uske fisal
gaya
wah palak jhapak kar nikal
gaya
Fir laash bichh gayi lakhon ki
sab palak jhapak kar badal
gaya
Jab rishte raakh mein badal
gaye
insaanon ka dil dahal gaya
Main poochh poochh kar
haar gaya
kyon mera bhaarat badal
gaya.?

08/06/2017

*"गजब की मुस्कराहट है
तुम्हारी भी,
* *कमबख्त दर्द भी हैं और दर्द-
ए-दवा भी...!"*

19/02/2017

Behak kar bagh-e-janat se chala aya
tha dunya main,
Suna hai bad mehshar phir ussi janat
ki dawat hai,
Chala to jaon janat main magar yeh
soch kar chup hon,
Main adam zad hon mujhko behak
jane ki adat hai….!!

19/02/2017

Naraaz kyon hota hai sahab, Apne
ayeb sun kar,
Shukar adaa kar Khuda ka, Teri
islaah karta hai koi…

Address

Meerut
Alwar City

Telephone

+918395031811

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Mera dard lucky ali posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Mera dard lucky ali:

Share

Category