12/07/2025
''SubhanAllah! Ek pur-sukoon lamha jab humne is naat ko ek khubsurat pahadi ke upar, chashme ke paas baith kar pesh kiya. Har lafz mein Ishq-e-Rasool ﷺ ka jazba tha, aur har leharati hawa mein roohaniyat ka ehsas. Yeh manzar dil ko choo gaya. Aap bhi is noorani lamhe ka hissa baniye."