27/12/2023
Khuda ki wahdaniyat par ghaur karen aur Islami nazriya par gahra'i se jayen, khaaskar Hazrat Muhammad (ﷺ) ke prophethood ki akhiriyyat par. Surah Muhammad aur Surah Fath jaise Quranic ayat ko explore karen, jo Hazrat Muhammad (ﷺ) ki khaas martabat ko izhar karte hain jaise ke Muhammad ﷺ ALLAH ke akhiri Nabi aur akhiri rasool hain. Ab koi Nabi nhi aane wala. Christianity mein Isa Masih ko lekar jo ghalat fahmian hain , jese Trinity aur Isa ko Khuda ke bete ke tor par tasawwur karna. Quranic wazahat par ghor karen Isa aur Maryam ke husn-e-bayan par ghor karen, jo hame quran mein milta hai jisme Isa a.s ( jesus ) farmate hain ki ALLAH ki ibadat Karo jo Mera bhi Rab hai aur tumhara bhi Rab hai....