01/06/2026
Kabhi alfaaz zakhm ban jaate hain… aur kabhi khamoshi sab kuch keh jaati hai 💔
Aaj kal log baton se gira dete hain, aur waqt insaan ko pehchaan sikha deta hai…
Jo aaj magroor hai, kal shayad wohi haath phailata nazar aaye…
Insaniyat zinda rakho… kyunki waqt sabka aata hai ⏳✨
shayari