Jay Badri Jay Kedar Hotelier Community's

Jay Badri Jay Kedar Hotelier Community's यह पेज़ उत्तराखण्ड के भाई बहिनों जो होटेल मैं काम करते है॥उनकों जोड़ने केलिए यें पेज़ बनाया गया है।
(1)

02/08/2026
26/07/2026

Zabaan band karwane ki koshish ki, par shayad bhool gaye ki DarpanMedia sirf ek naam nahi, ek Aandolan hai! 🚩🔥
​Vidhayakon ki chori pakdi, toh CMO ka kala sach bahar nikala... shayad yahi meri sabse badi galti thi! Inhe laga ki mera muh band kar denge, mera 1.5 million ka parivaar mujhse cheen lenge, aur main chup baith jaunga?
​Abe, itihaas utha ke dekh lo—jab-jab insaan sachayi ke liye nikla hai, use kisi ne nahi roka! Tumne ek page band karwaya hai, main 10 aur kholunga. Mere har ek followers ke dil mein aag hai, aur ye aag tumhare system ko raakh kar degi. Tumhare ye fake reports aur reporting se main darne wala nahi hoon. Sachayi dabti nahi, wo toofaan bankar phat-ti hai!
​Ab waqt aa gaya hai asli taqat dikhane ka:
Ye sirf meri ladai nahi, ye har us insaan ki ladai hai jise system ne dabaaya hai. Is post ko itna share karo, itni jagah failao ki ye system ka server hil jaye! Har group mein, har story par share honi chahiye ye post. Agar aap mere saath ho, toh abhi is page ko FOLLOW karo aur apne har saathi ko tag karo.
​Tum ek DarpanMedia band karoge, main hazaar DarpanMedia khada kar doonga! ⚔️
​NEVER FORGET, YOU ARE NOT ORDINARY. 👑"

26/07/2026

🛑 SHARMNAAK! Rishtey tar-tar: Sige bade bhai ne kiya 17 saal ki naabalig behn ke sath dushkarm, High Court ne garbha paat (abortion) ki anumati dene se kiya inkaar! 😡💔
​Gujarat ke Navsari se ek aisi aatma ko jhinjhod dene wali ghatna samne aayi hai jo insaniyat ko sharmsar kar de. Ek 17 varshiya naabalig jo 34 saptah (lagbhag 8 mahine) ki garbhavati hai, use apne hi sage bade bhai ke dushkarm ka shikaar hona pada.
​Ghatna ka khulasa tab hua jab naabalig apni badi behan ke sath anganwadi gayi aur health worker ko shak hua. Jaanch mein sach samne aane par Bilimora police thane mein BNS aur POCSO act ke tahat mamla darj kiya gaya, aur aaropi bhai ko giraftar kar jail bhej diya gaya hai.
​Lekin adalat ka faisla bhi ek alag pehlu hai—garbh ki avadhi adhik hone aur jaan ko khatra hone ke karan High Court ne abortion ki anumati nahi di, aur prakritik prasav (natural birth) tak vyavastha rakhne ke nirdesh diye hain, jiska sara kharch rajya sarkar uthayegi.
​🛑 Aise darindo ke liye samaj mein kya jagah honi chahiye? Yeh ghatna dikhati hai ki samaj kis disha mein ja raha hai. Is post ko itna share karo ki har kisi tak ye sach pahunche!


Address

जय बद्री जय केदार
Badrinath
२४६५८१

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Jay Badri Jay Kedar Hotelier Community's posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Jay Badri Jay Kedar Hotelier Community's:

Shortcuts

Share