Mehfil-e-Auliya

Mehfil-e-Auliya Mehfil-e-Auliya
Auliya-e-Kiraam ki zindagiyon aur ziyaraton par roohani videos. Har video ek roohani safar hai.

Judh jao is noorani mehfil se.
▶️ YouTube: https://youtube.com/

05/09/2025

तमाम आलमे इंसानियत को
जश्ने ईद ए मिलादुन्नबी ﷺ बहुत बहुत मुबारक हो
❤️❤️❤️❤️
सरकार की आमद मरहबा



06/08/2025



Join this channel to get access to perks:
https://www.youtube.com/channel/UC3R6J_nKeA8A2HqeAk44Vyw/join

Hazrat Sufi Sarmad Shaheed (رحمت اللہ علیہ) ek aise Majzoob buzurg the jo na sirf ek azeem Farsi Shair the balki Aapne Haq ki talash mein apni jaan bhi qurban kar di. Unka mazar Jama Masjid Dilli ke samne waqeh hai, jahan har roza hazarhon log hazri dete hain.

Unke Peer-o-Murshid Hazrat Abul Qasim Sabzwari, jo "Hare Bhare Shah" ke naam se mashhoor hain, ne unko roohani rah par lagaya. Hazrat Sarmad ki zindagi ek ishq aur roohaniyat se bharpur dastaan hai – aur unka waqia-e-shahadat taareekh Ka ek Yadgar Waqiya hai.

Badshah Aurangzeb Aalamgir ne unko Qatl karaya, lekin shahadat ke baad bhi unka kata hua sar "Kalma" aur "Hamd-e-Ilahi" padhta hua suna gaya – aur kaha jata hai ke Sarmad apna sar haath mein le kar chalne lage. Is video mein hum unki pur-asraar zindagi, ishq-e-haqiqi, aur shahadat ki daastaan ko roshni mein la rahe hain.

📌 Agar aap roohaniyat, tasawwuf aur Hindustan ke buzurgon ki zindagiyon mein dilchaspi rakhte hain to yeh video aapke liye hai.

🔔 Channel ko Subscribe karein aur Video ko Like aur Share karna na bhoolen.


Bio of Hazrat Sufi Sarmad Shaheed Alehir Rehma
Name : Sufi Sarmad
Birth : 1618 A.D in Kashan city of Iran.
Pir-o-Murshid : Hazrat Abul Qasim Sabzwari urf Hare Bhare Shah
Laqab : Sufi Sarmad, Shaheed-e-Ishq, Hindustan ka Mansoor
Silsila : Qadri
Wisaal : 1072 Hijri 1661 A.D.
Mazaar : Opp. of Jama Masjid Delhi
Books Reference : Naghma-e-Sarmad, Mehfil-e-Auliya, Hayaat-e-Sarmad
Channel : Mehfil-e-Auliya
Video Created by : Bilal Raaz
Uploading Date : 30-07-2025
Voice : Bilal Raaz

Follow us on Facebook : https://www.facebook.com/profile.php?id=100075268620559
Follow us on X : https://twitter.com/Mehfil_e_Auliya?t=mrPF9DY-i3BN7FdohpoNGg&s=09
Follow us on Instagram : https://www.instagram.com/mehfil_e_auliya/

COPYRIGHT NOTICE :
All rights of the video production is reserve for Mehfil-e-Auliya. You are not allowed to re-upload our video again on any platform, if you will do this, we will surely claim a copyright for every upload. You can only share this video with your friends. Plz Watch, like & share this video and subscribe Mehfil-e-Auliya .
Regards : Bilal Raaz Barelvi















You can also follow on Instagram to see more.
25/07/2025

You can also follow on Instagram to see more.

21/07/2025

Hazrat Shah Turkman Bayabani (R.A) Dilli ke sabse purane buzurgon me se ek hain, jin ka mazar Turkman Gate ke paas waqeh hai. Ye video unki zindagi, karamaat, aur unki dargah ke mukhtasir tareekhi pehlu ko bayan karti hai. Mehfil-e-Auliya ka maqsad hai roohani maqamat aur buzurgon ki yaad taza karna.

✨ Is video ko like, share aur comment karke apna jazba zahir karein.
🙏 Roohani safaron ki mazeed videos ke liye hamara page "Mehfil-e-Auliya" follow zaroor karein!
📍 Location: Delhi – Turkman Gate
📌 Channel: Mehfil-e-Auliya
🔥

22/10/2024
https://youtu.be/XCn6iNaE-T0
23/02/2024

https://youtu.be/XCn6iNaE-T0

00:00:00 Video Intro00:01:29 1. Shaikh Ahmad Khanda'n00:02:29 2. Shaikh Ahmad Mashooq 00:04:19 ...

Address

Bareilly

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Mehfil-e-Auliya posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Mehfil-e-Auliya:

Share