03/10/2026
Insaanon ki dushmani mein be-zubaan jaanwar ko kyun shamil karna? 🐱💔
Jaanwar na jaante hain kaun kis se lad raha hai, na ye jaante hain kiski kis se dushmani hai.
Isliye apne ikhtilaf ko insaanon tak rakhein aur be-zubaan makhlooq par reham karein.
📖 Sahih al-Bukhari 2363
Agar aap bhi is baat se agree karte hain to video share karein, shayad aapki ek share kisi aur ko bhi ye baat samjha de. ❤️
Dolly’s Voice