27/04/2026
Log hamesha bolenge...
“aise mat karo”, “waise mat karo” Par maa ka dil sabse sahi hota hai
Main perfect maa nahi hoon...
Par apne bachche ke liye har din best banne ki koshish karti hoon
Duniya ko khush karna zaroori nahi,
Apne bachche ko pyaar aur sahi sanskaar dena zaroori hai 💓