Nitin Thakrai

Nitin Thakrai Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Nitin Thakrai, Digital creator, Delhi.

01/03/2026

Preet vihar metro station ke paas illegal parking ka dhanda karte hue Sare aam gunda gardi kar rahe kuch log jo video me nazar aa rahe rahe hai jinke paas naa toh koi uniform hai aur naa hi koi I card etc. Aur apne aap ko MCD parking Agent ka batate hue Nidar hokar paise maang rahe hai, vah bhi bharat ki Rajdhani delhi jaise shahar me isse saaf pata chalta hai is desh me corruption laane wale log yahi hai jinko sarkaar bhi kuch nahin kahti aur yah yuhi apna dhandha qayam rakhte hain sabhi bhai logon se nivedan hai is video ko zyada se zyada share karen delhi police ko tag karen dhanyavaad

18/02/2026

Zomato company der raat apni manmaani karte hue delivery boy ko kahin bhi bhej deti hai chahe vah kitna bhi danger zone ho chahe insaan ki jaan chali jaaye magar delivery duniya ke har kone tak honi chahiye din ho yaa raat ghana jungle ho yaa tooti sadken paani bhare road ho yaa Gaddhon se bhari galiyan, yahan is video ke madhyam se yahi dikhaya gaya hain ki kaise ek delivery boy apne zone se bahar nikalta hai aur apni jaan ko zokhim me daal kar delivery karta hai agar kisi bhi tarah ki durghatna ghat jaati hai toh iska zimmedaar kon hoga yah sawal kisi ek ka nahin balki har is jaise delivery boy ka hai sabhi bhai log zomato ko tag karen aur zyada se zyada share karen dhanyavaad

16/02/2026

Mamla Ankurvihar ka hai jahan der raat karib 27-January 1:00AM baje ke aas paas night me delivery kar rahe yuvak ke sath yah hadsa hota hai jisme yuvak ke banaye gaye video dwara pata chalta hai kaise woh apne zone ke bahar pahunch ta hai aur order ko le jate hue kaise woh talab bane road ko cross karta hai jisme yuvak aur uski gaadi dono doob jaati hai jisme gaadi ka nuksan aur toh aur yuvak ka mobile bhi gande paani me gir jata hai aur jab bahut zyada paani main dhoond ne ke baad mobile milta hai toh woh sadak per bhare pani main bade vahano dwara kuchal jata hai jiske karan yuvak ka bhari matraa main nuksaan hota hai sabhi bhaiyon se nivedan hai is video ko zyada se zyada share karen aur zomato ko tag karen Dhanyavaad

30/01/2026

Mamla Ankurvihar ka hai jahan der raat karib 27-January 1:00AM baje ke aas paas night me delivery kar rahe yuvak ke sath yah hadsa hota hai jisme yuvak ke banaye gaye video dwara pata chalta hai kaise woh apne zone ke bahar pahunch ta hai aur order ko le jate hue kaise woh talab bane road ko cross karta hai jisme yuvak aur uski gaadi dono doob jaati hai jisme gaadi ka nuksan aur toh aur yuvak ka mobile bhi gande paani me gir jata hai aur jab bahut zyada paani main dhoond ne ke baad mobile milta hai toh woh sadak per bhare pani main bade vahano dwara kuchal jata hai jiske karan yuvak ka bhari matraa main nuksaan hota hai sabhi bhaiyon se nivedan hai is video ko zyada se zyada share karen aur zomato ko tag karen Dhanyavaad #

27/01/2026

Mamla Ankurvihar ka hai jahan der raat karib 27-January 1:00AM baje ke aas paas night me delivery kar rahe yuvak ke sath yah hadsa hota hai jisme yuvak ke banaye gaye video dwara pata chalta hai kaise woh apne zone ke bahar pahunch ta hai aur order ko le jate hue kaise woh talab bane road ko cross karta hai jisme yuvak aur uski gaadi dono doob jaati hai jisme gaadi ka nusan aur toh aur yuvak ka mobile bhi gande paani me gir jata hai aur jab bahut zyada paani main dhoond ne ke baad mobile milta hai toh woh sadak per bhare pani main bade vahano dwara kuchal jata hai jiske karan yuvak ka bhari matraa main nuksaan hota hai sabhi bhaiyon se nivedan is video zyada zyada share karen aur zomato ko tag karen Dhanyavaad

Address

Delhi

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Nitin Thakrai posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share