
18/08/2025
🌙 Rizq Mein Be-Hisab Barkat Ka Amal 🌙
Aap Rozana Subah Namaz-e-Fajar ke baad, Surah Ma’idah ki Aayat No. 114 ko 50 martaba padhen.
👉 Ye amal kam se kam 40 din tak lagataar karein.
📌 Shartein:
Wuzu ki halat mein ho
Qibla rukh ho kar baithein
Amal ke dauran kisi se baat na karein
Khamoshi aur tawajju se tilawat karein
✨ In Sha Allah aapke Rizq mein Be-Hisab Barkat hogi, Ghar mein Barkat aur Sukoon nazil hoga.
🤲 Allah Ta’ala hamesha apne bande ko Rizq se nawazta hai, sirf ikhlaas aur yaqeen ke saath amal karein.
🔖 Save karein | ❤️ Like karein | 📤 Share karein