06/06/2026
π QUEEN OF THE RING SHOCKER! π
Raquel Rodriguez ne WWE SmackDown par Bayley, Jacy Jayne aur Kiana James ko hara kar Queen of the Ring Tournament ke Semi-Finals mein jagah bana li! π₯
Lekin sabse bada drama match ke baad hua jab Kiana James aur Giulia ki dosti officially khatam ho gayi. π± Kiana ne Giulia ko apni haar ka zimmedar mana aur dono ke beech zabardast brawl dekhne ko mila!
Ab Raquel Rodriguez ka agla muqabla IYO SKY se hoga. Kya Raquel final tak pahunch payegi? π€
π Apni prediction comments mein batao!